Not
much music or info is available of the lesser-known Basant Prakash (Khemchand
Prakash's brother?), but he had some memorable offerings in the 50s, one
of which was the soundtrack of this 1952 movie starring one of my favorite
on- (and off-) screen couples - Ashok Kumar and Nalini Jaywant.
Sweet old tune, mapping
each of the seven surs of her beena to an emotion she's going through,
sort of (she hastily wraps up the last three sur. I guess to keep it short
- two sur par antaraa could add up to some fairly lengthy verse).
And of course, Lata+1952
= (you do the math).
..Hrishi
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{merii biinaa ke sur saat re}%
\film{saloni}%
\starring{ashok kumar, nalini jaywant}%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{basant prakash}%
\lyrics{}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Oct 11 2000
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
merii biinaa ke sur saat re
merii biinaa ke sur saat re
sur saat re man bhaat re
merii biinaa ke sur saat re
merii biinaa ke sur saat
pahale sur me.n lii an.gaDaa_ii
bas gayaa man me.n harajaa_ii
duuje sur baaje shahanaa_ii
duuje sur baaje shahanaa_ii
mil gayii man ko maat re
merii biinaa ke sur saat re
merii biinaa ke sur saat
tiije sur me.n dil kii dha.Dakan
kaa.Np gayaa bholii kaa tan man
chauthe sur me.n baiThaa dekho
chauthe sur me.n baiThaa dekho
ko_ii lagaaye ghaat re
merii biinaa ke sur saat re
merii biinaa ke sur saat
ko_ii khaDaa ye soch rahaa hai
ko_ii khaDaa ye soch rahaa hai
baaqii suro.n me.n kyaa rakhaa hai
soch sako to itanaa jaano
soch sako to itanaa jaano
badale.nge din raat re
merii biinaa ke sur saat re
merii biinaa ke sur saat
%
#endindian
\endsong
|