LATAnjali - 90

ha.Ns ha.Ns ke hasiino.n pe nazar chaar kiye jaa
(Yasmeen, 1955)

Posted by:  Anil Hingorani
Contributed by: Anil Hingorani

December 05, 2000

This faster paced Lata solo is quite delectable. I like the interlude music, the wonderful lyrics and, of course, the flawless singing. Jaan Nisar Akhtar has written some really great poetry for this film.
In this song, a line like "ulfata me.n mile kuchha to tadapane kaa mazaa bhii" is an example of his wonderful writing. I so love this song!



% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{ha.Ns ha.Ns ke hasiino.n se nazar chaar kiye jaa}%
\film{yasmin}%
\year{1955}%
\starring{vyjayanthimala, suresh, jayant }%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{c. ramchandra}%
\lyrics{jaan nisar ahktar}%
%
% Contributor:  Anil Hingorani
% Transliterator:  Hrishi Dixit
% Date: December 5, 2000
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%

ha.Ns ha.Ns ke hasiino.n se nazar chaar kiye jaa
jo bhii kare pyaar use pyaar kiye jaa \-

(ye zulf ye abruu ye lachakatii huii baahe.n
bijalii sii giraatii huii.n khaamosh nigaahe.n) \-2
hai taaqat\-e\-diidaar to diidaar kiye jaa
ha.Ns ha.Ns ke  \threedots

(laazim hai muhabbat me.n lagaavaT bhii adaa bhii
ulfat me.n mile kuchh to ta.Dapane kaa mazaa bhii) \-2
iqaraar kiye jaa kabhii inakaar kiye jaa
ha.Ns ha.Ns ke  \threedots

har ek adaa husn kii aa.Nkho.n me.n basaa le
siine me.n zaraa ishq kaa tuufaan jagaa le
soyii huii taqadiira ko bedaar kiye jaa
ha.Ns ha.Ns ke  \threedots

%
#endindian
\endsong