Another
great Lata solo from this film. It is amazing how many B-grade films had
memorable music. This movie is embarassingly bad, but every few minutes
or so there comes along a song like this and you forget that the movie
totally sucks and enjoy it anyways.
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{dil unako Dhuu.NDhataa hai}%
\film{yasmin}%
\year{1955}%
\starring{vyjayanthimala, suresh, jayant }%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{c. ramchandra}%
\lyrics{jaan nisar ahktar}%
%
% Contributor: Anil Hingorani
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: December 6, 2000
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
dil unako Dhuu.NDhataa hai
ham dil ko Dhuu.NDhate hai.n \-2
bhaTake hue musaafir
ma.nzil ko Dhuu.NDhate hai.n \-2
(ham hai.n terii lagan hai
ai shamaa tuu kahaa.N hai) \-2
paravaanaa banake terii
mahafil ko Dhuu.NDhate hai.n \-2
bhaTake hue musaafir \threedots
(duniyaa se hai niraalaa
dastuur aashiqo.n kaa aa aa~~) \-2
jiine kii aarazuu me.n
qaatiil ko Dhuu.NDhate hai.n
bhaTake hue musaafir \threedots
(siine me.n hasarato.n kaa
jaagaa huaa hai tuufaa.N) \-2
ham mauj banake apane
saahiil ko Dhuu.NDhate hai.n
bhaTake hue musaafir \threedots
%
#endindian
\endsong
|