LATAnjali - 96

tum apanii yaad bhii dil se
(Yasmeen, 1955)

Posted by:  Anil Hingorani
Contributed by: Anil Hingorani

December 08, 2000

The final song from this great soundtrack is a very popular duet.


% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{tum apanii yaad bhii dil se}%
\film{yasmin}%
\year{1955}%
\starring{vyjayanthimala, suresh, jayant }%
\singer{lata mangeshkar, talat mahmood}%
\music{c. ramchandra}%
\lyrics{jaan nisar ahktar}%
%
% Contributor:  Anil Hingorani
% Transliterator:  Hrishi Dixit
% Date: December 8, 2000
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%

talat:
tum apanii yaad bhii dil se bhulaa jaate to achhaa thaa

lataa:
ye do aa.Nsuu lagii dil kii bujhaa jaate to achhaa thaa

talat:
mere aramaa.N bhii le jaate merii hasarat bhii le jaate \-2
nazar se chhiin kar apanii hasii.N suurat bhii le jaate
a.ndhere aur in aa.Nkho.n me.n chhaa jaate to achhaa thaa
tum apanii yaad bhii   \threedots

lataa:
mere dil kii muhabbat kaa yaqii.n kab tum ko aayqa thaa \-2
jahaa.N sau zulm Dhaaye the
jahaa.N dil ko miTaayaa thaa
mujhe bhii apane haatho.n se miTaa jaate to achhaa thaa
ye do aa.Nsuu lagii dil kii   \threedots

talata:
meraa dil pher de merii nishaanii pheranevaale \-2
lataa:
jo mumakin ho to lauTaa do merii aahe.n mere naale \-2
ham apane dil kaa khoyaa chain paa jaate to achhaa thaa
ye do aa.Nsuu lagii dil kii  \threedots

%
#endindian
\endsong