LATAnjali - 99

kar ke badanaam merii nii.nde.n haraam
(Baaghi, 1953)

Posted by:  Anil Hingorani
Contributed by: Vijay Kumar

December 13, 2000

Here is another guest post from Vijay Kumar. I have typed in the prelude from memory. Someone please confirm..



%
\startsong
\stitle{kar ke badanaam merii nii.nde.n haraam}%
\film{Baghi}%
\year{1953}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{majrooh Sultanpuri}%
%
% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar
% Credits:
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%

chhe.D yuu.N karatii hai duniyaa
terii naakaamii ke saath
jal ke letii hai mera naam 
tere naam ke saath

kar ke badanaam merii nii.nde.n haraam
kahaa.N chalaa gayaa tuu kahaa.N chalaa gayaa

karane ko baate.n karuu.N tujh se Kayaalo.n me.n
phir bhii na maane dil to kyaa karuu.N
kab tak bhigoyaa karuu.N ashko.n se palake.n
kab tak judaa_ii me.n aahe.n bharuu.N
jab se huii shaam mujhe rone se kaam
kahaa.N chalaa gayaa \threedots

bhaTake nazar merii ban me.n chaman me.n
chain mai.n dil kaa kahii.n bhii paa_uu.N na
dil me.n bha.Dak chale shole judaa_ii ke
haay inhii.n me.n kahii.n jal jaa_uu.N na
na ho badanaam kahii.n teraa hii naam
kahaa.N chalaa gayaa \threedots

%
#endindian
\endsong
%