LATAnjali - 236
(Poonam, 1952) |
Posted by:
Nimish Pachapurkar
Contributed by:
Nimish Pachapurkar
Nov 16 2002
Part II of the Poonam Series. This song is a little over-sped, IMO. But still a wonderful song. Especially the "chhun chuun" and "Dum Dum" add some punch to the song. I am not sure which percussion instrument Lata refers to that makes the "Dum Dum" sound. Please check. Also needed the lyricist of the previous one, this one and the one that's coming up - "jhuume jhuume dil meraa".
% \startsong \stitle{o bhole baalamaa, o more saajanaa}% \film{Poonam}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar, Kamini Kaushal, Asha Mathur, Sajjan}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com> % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: Nov 15, 2002 % Comments: LATAnjali Series % generated using giitaayan % \printtitle #indian % o bhole baalamaa, o more saajanaa, aa .a .a aa .a .a ghu.Nguruu baaje chhun chhun, Du.nburuu baaje Dum Dum kahatii hai bahaar mere phuulo.n ko dekh, baaGo.n me.n Daaliiyo.n pe jhuulo.n ko dekh ude ude baadalo.n ko gale lagaa ke jhuume ye aasamaa.N, ghuume ye aasamaa.N, aa .a .a aa .a .a ghu.Nguruu baaje chhun chhun \threedots ambuvaa kii Daal pe koyal kaa shor, sapano.n kii chhaa.Nv me.n naache manamor bholii bhaalii terii chhabii naino.n me.n laa ke, Dole ye dil javaa.N, bole ye dil javaa.N, aa .a .a aa .a .a ghu.Nguruu baaje chhun chhun \threedots aise me.n akhiyaa.N bhii bolane lagii, ha.Ns ha.Ns ke raaz dil ke kholane lagii aate jaate chhe.Datii hai cha.nchal havaa, bairii tere binaa, suunaa hai ye samaa.N, aa .a .a aa .a .a ghu.Nguruu baaje chhun chhun \threedots % #endindian \endsong |