LATAnjali - 281

apanii apanii qisamat hai
(Wafa, 1950)

Posted by:  Srinivas Ganti
Contributed by: Srinivas Ganti

Feb 21, 2003

Wafa(1950) has two composers Bulo C.Rani & Vinod. IIRC Bulo C. Rani composed
3 of the songs and here is one of them. Amazing compostion and Immaculate
singing.

The lyrics of this song have some similarities with a Lata song from Anhoni,
"is dil kii haalat kyaa kahiye, jo shaad bhii hai naashaad bhii hai".

https://latanjali.tripod.com/95.html

aabaad bhii hai barabaad bhi hai - Anhoni song
aabaad koii barabaad koii - Wafa song

shaad bhii hai naashaad bhii hai - Anhoni song
hai shaad koii naashaad koii - Wafa song


%
\startsong
\stitle{apanii apanii qisamat hai }%
\film{Wafa}%
\year{1950}%
\starring{Nimmi, Karan Diwan}%
\singer{Lata}%
\music{Bulo C.Rani}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%
%
% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Credits: Nimish Pachapurkar
% Comments:
% Date: 21 Feb, 2003
%
\printtitle
#indian
%
apanii apanii qisamat hai
apanii apanii qisamat hai aabaad koii barabaad koii
haa.N apanii apanii qisamat hai

ik vo hai.n jinake ho.nTho.n par Kushiyo.n ke taraane rahate hai.n
ik ham hai.n jinakii aa.Nkho.n me.n ashako.n ke fasaane rahate hai.n
(hai shaad koii naashaad koii)\-2
haay apanii apanii qisamat hai, aabaad koii barabaad koii
haa.N apanii apanii qisamat hai

ik vo hai.n jinake gulashan me.n har roz bahaare.n aatii hai
ik ham hai.n jinakii aashaae.N pag pag pe kuchalii jaatii hai
(hai shaad koii naashaad koii)\-2
haay apanii apanii qisamat hai, aabaad koii barabaad koii
haa.N apanii apanii qisamat hai
%
#endindian
\endsong
%