LATAnjali - 282
(Wafa, 1950) |
Posted by:
Srinivas Ganti
Contributed by:
Srinivas Ganti
23 Feb, 2003
Here's one of my all time favourite Lata-Mukesh duets. I wud put this on par with Zamaane ka dastuur hai ye puraanaa(Lajawaab) & Yaad Rakhna chaand taaron(Anokha Pyaar). The way Lata streches "armaan bhara dil" is amazing. One life time is not enugh to cherish listening Lata's alaps....
% \startsong \stitle{aramaan bharaa dil TuuT gayaa}% \film{Wafa}% \year{1950}% \starring{Nimmi, Karan Diwan}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Bulo C.Rani}% \lyrics{Hasrat Jaipuri}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Comments: % Credits: VS Rawat % Date: 23 Feb, 2003 % \printtitle #indian % la:aramaan bharaa dil TuuT gayaa taqadiir ke aa.Nsuu bahate hai.n duniyaa ke sitam kaa afasaanaa ham apane dil se kahate hai.n mu:(in chaa.Nd sitaaro.n se puuchho barabaad huii hai.n nii.nde.n bhii)\-2 ye phuul bane hai.n a.ngaare ham yaad me.n jalate rahate hai.n la:(jalatii hai shamaa to raato.n ko jab aaye saveraa chain mile)\-2 is dil kii lagii bechai.n ? din raat sulagate rahate hai.n mu:(sukh chain gayaa dukh dard milaa dil deke ta.Dapanaa le baiThe)\-2 jiine kaa sahaaraa koii nahii.n ham dard me.n Duube rahate hai.n la:(duniyaa kaa yahii dastuur rahaa har pyaar bharaa dil chuur rahaa)\-2 ho.nTho.n pe Kushii ke giit nahii.n ab Gam ke taraane rahate hai.n dono.n:aramaan bharaa dil TuuT gayaa taqadiir ke aa.Nsuu bahate hai.n % |