LATAnjali - 283

jab bhii dil chaahe na_ii duniyaa basaa lete hai.n log
(Daag, 1973)

Posted by:  Virendra Rawat
Contributed by: Asif Alvi

Feb 28, 2003


%
\startsong
\stitle{jab bhii dil chaahe na_ii duniyaa basaa lete hai.n log}%
\film{Daag}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Rakhee}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Sahir}%
%
% Contributor: Asif < asif.jkrpz @ mail.aksharamala.com >
% Transliterator: V S Rawat, Abhay Phadnis
% Comments:
%
\printtitle
#indian
%
jab bhii jii chaahe na_ii duniyaa basaa lete hai.n log
ek chehare pe ka_ii chehare lagaa lete hai.n log

yaad rahataa hai kise guzare zamaane kaa chalan
yaad rahataa hai kise
sard pa.D jaatii hai chaahat haar jaatii hai lagan
ab mohabbat bhii hai kyaa ik tijaarat ke sivaa
ham hii naadaa.n the jo o.Dhaa biitii yaado.n kaa qafan
varanaa jiine ke li_e sab kuchh bhulaa dete hai.n log

jaane vo kyaa log the jinako vafaa kaa paas thaa
Jaane vo kyaa log the
duusare ke dil pe kyaa guzaregii ye ehasaas thaa
ab hai.n patthar ke sanam jinako ehasaas naa ho
vo zamaanaa ab kahaa.N jo ahal\-e\-dil ko raas thaa
ab to matalab ke li_e naam\-e\-vafaa lete hai.n log
%
#endindian
\endsong