Not much of K Datta's
output was heard in the 50s, but Daaman probably is one of the more well-known
soundtracks from him in the post-independence era.
My favorite from
this movie...
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{chakorii kaa cha.ndaa se pyaar}%
\film{daaman (1951)}%
\starring{karan dewan}%
\singer{lata mangeshkar}%
\music{datta koregaonkar}%
\lyrics{?}%
%
% Contributor: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com)
% Transliterator: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com)
% Date: Feb 13, 2000
% Credits:
% Editor:
% Comments: LATAnjali series
%
\printtitle
#indian
%
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
pyaarii pyaarii aa.Nkho.n pe aa.Nkhen nisaar
aa.Nkhen nisaar, aa.Nkhen nisaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
ho~o~o
ye raate.n suhaanii ye pyaaraa samaa
ye raate.n suhaanii ye pyaaraa samaa, haa~aa.N
muhabbat diivaanii uma.nge.n javaa.N, aa~aa~aa
muhabbat diivaanii uma.nge.n javaa.N, aa~aa~aa
chhiin liyaa aa.Nkho.n ne dil kaa qaraar
dil kaa qaraar, dil kaa qaraar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
lagan se terii hoke mai.n chuur chuur
aa~aa~aa, aa~aa~aa
jaluu.N apanii hii aag me.n duur duur
duur duur, ho~o~o
chhoTe se mere dil me.n aramaa.N hazaar
aramaa.N hazaar, aramaa.N hazaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
ho~o~o
vafaa tum karoge na maane.nge ham, ho~o
hamaare ho tum kaho khaake qasam, aa~aa~~aa
hasiino.n ke vaado.n kaa kyaa aitabaar
kyaa aitabaar, kyaa aitabaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar
%
#endindian
\endsong
|